shauq raaton ko hai darpai ki tapan ho jaunShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalshauq raaton ko hai darpai ki tapan ho jaun raqs-e-wahshat mein uthun aur dhuan ho jaun sath agar baad-e-sahar de to pas-e-mahmil-e-yar ek bhatakti hui aawaz-e-fughan ho jaun [...] Continue Reading... Share on:
yun to har sham umidon mein guzar jati haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSheryun to har sham umidon mein guzar jati hai aaj kuchh baat hai jo sham pe rona aaya every evening was, by hope, sustained this evening's desperation makes me weep [...] Continue Reading... Share on:
ab raat ki diwar ko Dhana hai zaruriShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherab raat ki diwar ko dhana hai zaruri ye kaam magar mujh se akele nahin hoga Continue Reading... Share on:
aarzu hasrat aur ummid shikayat aansuShayari By 19 Nov 2020 08:08:43 PMSheraarzu hasrat aur ummid shikayat aansu ek tera zikr tha aur bich mein kya kya nikla Continue Reading... Share on:
mazaq-e-gham se nikhrega shuur-e-karwan kab takShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalmazaq-e-gham se nikhrega shuur-e-karwan kab tak asir-e-rahbari dhundenge qadmon ke nishan kab tak zara zakhmon pe dil ke aur thodi si namak-pashi nikharta hi nahin dekhen ye husn-e-gulsitan kab tak [...] Continue Reading... Share on:
bas ab to daman-e-dil chhoD do bekar ummidoShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherbas ab to daman-e-dil chhod do bekar ummido bahut dukh sah liye main ne bahut din ji liya main ne Continue Reading... Share on: